Sunday, November 1, 2009
hi, aaj m.p. ka sthapna divas hai. aaj se 53 saal pahle is state ki sthapna hui thi . lakin aaj bhi is state me woh sari facalities nahi hai jo itne saalo bad honi thi . aakhir kyun hamare yaha kisi bhi field me top par nahi hai ? hamare pas duniya ki durlabh medicine hai hamare yaha ka 1/3 area van sampadao se bhara pada hai . par hum unka samuchit use nahi kar pa rahe hai . hamara talent kahi aur jakar us jagha ko sampanna karta hai . aao aaj hum sankalp le ki hum aane vale time me woh sabkuch yaha laye jo aur koi nahi la saka. byyyyyyyyyyyy
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment